Ter¡ Yaadon K Saharay
D¡l ka Kya Ha¡ Ye To Ter¡ Yaadon
K Saharey Jee Le Ga
wasi
Baat To Aankhon K¡ Ha¡ Jo Tarapt¡
Ha¡n Tere D¡daar K L¡ye,
D¡l ka Kya Ha¡ Ye To Ter¡ Yaadon
K Saharey Jee Le Ga
wasi
Baat To Aankhon K¡ Ha¡ Jo Tarapt¡
Ha¡n Tere D¡daar K L¡ye,
Na koi kisi se “DOOR” hota hai
Na koi kisi k “KAREEB” hota hai
Piyaar khud “CHAL” kar aata hai
Jab koi kisi ka “NASEEB” hota hai
Mere Chaand Meri Ik Baat Suno
Mera Tum Bin Dil Veeran Suno
Her Subha Ki Ronak Tum Se Hai
Mere Raat K Roshan Chaand Suno
Tera Sab Se, Her Andaaz Alag
Tere Hansnay Se Ho Shaam Dhanak
Tere Bin Her Subha Shaam Suno
Mere Chaand Meri Ik Baat Suno
Ek Vaada Ker Lo Tum Mujh Se
Tum Ab Na Routho Gay Mujh Se
Ruk Jaye Na Meri Saans Suno
Mere Chaand Meri Ik Baat Suno
Mujhe Darr Lagta
Hai
Har Udaas Shaam
Se
Yaadon K Kohraam
Se
Wafa K ilzaam
Se
Waqt Ki Chaal
Se
Bichrne K Khayaal
Se
Or
Apne Hi Ek Sawaal
Se
K
Kiya Tum
MUJHE YAAD
KARTE HO.
Na Jane Kiyu Gale Se Lipat Kar Rone
Laga Jab Hm Barso Bad Mile.
Jate Hue Jisne Kaha Tha
“K Tum Jaisy Lakhon Milengy.
GHAZAL
Muddat se jis k wastey dil beqarar tha.
Wo lout kar na aaya magar intezar tha…
Jo humsafar tha chor gaya raah me mujhe..
Main phas gaya bhanwar me or wo darya k paar tha…
Manzil qareeb aayi to tum door ho gaye..
Itna to tum batao k ye kaisa pyar tha…
Ye baat umer bhar samajh na paya main.
Q dil mera us bewafa ka talabgaar tha.
mujhy ulfat nahi tum se,
tmhin nafrat nhi mujh se.
ajab shikwa sa rehta hy,
tumhain mujh se mujhe tum se.
Lab-e-Baam bhi Pukara,
Sar-e-Raah bhi Sadaa di,
Ham Kahan Kahan Na Pohnche
TERI DEED ki Lagan men.
Idhar Aa Raqeeb MERE
TuJhe MAIN Galay Laga Loon,
.
.
MERA Ishq Be-Maza Tha,
TERI Dushmani Se Pehle..
DOSTI ki qasam kabi bhulana nhe
apna gham hum sey chupana nhe
jitna b satana chaho sata lo hamein,
lekin is rishtey ko kabi mitana nhe.