Mohaly ki kisi khubsurt Larki
parents k Liye
Aagar aap ka jawan beta Nimaz nahi parhta to
mohaly ki kisi Khubsurat Larki se kahen k
Wo Usse Nimaz parhny ka kahay.
…
“zubaida aapa ka Islami Totka”
parents k Liye
Aagar aap ka jawan beta Nimaz nahi parhta to
mohaly ki kisi Khubsurat Larki se kahen k
Wo Usse Nimaz parhny ka kahay.
…
“zubaida aapa ka Islami Totka”
Namaz me aksar jo ghaltiya hti han:
Jaldi jaldi namaz parhna
Paon or ungliyan qibla rukh na hona
Nangy sir parhna
Imam se pehly niyat ya koi arkan ada krna
nigahen idhar udhar ghumana
Qayam me hilna
Ruko me kamar seedhi na hona
Sajdy me naak zameen pr na lgana
Kohniyon ko zameen se touch krna sajdy me
Attahayyat me hath ki ungliyan ghutno se nechy hona.
Ab b waqt hai Tum mjhe apnalo
main tmhen dunya k
har sukh dongi
tum apne dil se pucho
kisi ki na suno
main tmhara har qadam par 7 nibahun gi
Ab b waqt hai mjhe apne dil mein basa lo warna pachtao gy
Tmhari sirf tmhari
apni
.
,N A M A Z,
Jahan namaz parho thori dair bhaith jao k badan k tamam hisay mai sukon paida hojay phir Namaz k liye kharay ho jao, es tara k KABA ko apni nigah k samnay, PUL-E-SIRAT ko paon k nichy, JANNAT ko daen taraf,JAHANUM ko baen taraf MOUT K FARISHTAY ko apne peche khara huwa khayal kro or samjho k ye AKHRI NaMAZ hai
Es k bad umed or dar k darmiyan raho k na maloom qubol hui k nahi.ap b aisa kro or dusron ko b btao Buray/Fuzol khyalat se nijat mily Gi.