DEDiCATED TO ALL MY FRiENDS
Wo choti choti baaton pey rooth jana.
Wo roothe huwey ko or bhi satana.
Wo kabhi bhi parrh kar na jana.
Jo teacher poche to bahaany bnana.
Wo class mey beith k khob gappay lagana.
Wo ek dosre ko jothy qisey sunana.
Na he wo din rahein gey aur na phir laut kar aayein gey.
Na tafreeh Na wo dost Na wo baatain.
Agar kuch reh jayega to bus yaadain.
DEDiCATED TO ALL MY FRiENDS,

