men sharabi hon mjy piyar hai
me us k liye koch bhi kar skta hon, men usy na daikhon to mjy chain nai milta, wo mjy mil jaye to men us k mazy lon ,oooooo gandi soch waly me talking about veskey,men sharabi hon mjy piyar hai par sharab sy hahahaha,
Here is Some Related SMS Messages
- Police Ne 1 Sharabi Ko Pakra
Police ne 1 Sharabi ko pakra. Phir 1 Gadhay ke agay Pani or Sharab ki Balti rakhi. Gadha Pani Pi gya. Police ne Sharabi se poocha: Tu ne is se kia seekha? Sharabi: Jo Sharab Nahi Peeta wo Gadha hota hai. - Ek Sharabi full tight hokar ghar jaa raha tha
Ek Sharabi full tight hokar ghar jaa raha tha. Raaste me mandir ke baahar pujari dikha. Sharabi ne pujari se poocha, sabse bada kaun? Pujaari ne peecha chudane ke liye kaha “Mandir Bada”. Sharabi bola “Mandir bada toh dharti pe kaise khada” Pujari: “Dharti badi” Sharabi: “Dharti badi toh Sheshnaag pe kyun khadi” Pujari” “Sheshnaag bada” Sharabi: “Sheshnaag bada toh Shiv ke - Pee hai sharab har gali har dukan se
Pee hai sharab har gali har dukan se. Ek dosti c ho gae he sharab k jaam se. Guzre hain hum ishq me kuch aise mukam se. k nafrat c ho gae he mohabat k nam se - Ek Sharabi eyes donate karne gaya
Ek Sharabi eyes donate karne gaya, Counter clerk asks-Kuch kehna chahte ho ? Sharabi-Jise lagao usse bata dena ye do peg ke baad khulti hai…. - Sharabi Sharab Se Tang Aa Gaya
Sharabi sharab se tang aa gaya aur khali botlain tornay laga Ek tori Teri waja se meri nokri chali gai Doosri tori Teri waja se mera ghar tabah hua Teesri tori Teri waja se mujhy BV chor k chali gai 4th uthayi to wo bhari hui thi Usay rakh k bola TU SIDE PE HOJA TERA KOI KASOOR NAHI.

