Sad Poetry Text
Na-Jaane kitni muddat se hai dil main Ye Amal Jaari.
.
Zaraa si thais Lagti hai, Zaraa sa toot Jaata Hoon.
People are also searching these
- sms last sad
Na-Jaane kitni muddat se hai dil main Ye Amal Jaari.
.
Zaraa si thais Lagti hai, Zaraa sa toot Jaata Hoon.
Wo Shakhs Jab B Mujh Sy Milta Tha,
Har Baar MasooMiyat Sy Mujh Sy Pocha Karta Tha,
K Tum Mery He Ho Na.
Aur Mein Har Baar Us K Chehry Ko
Apny Haathon Sy choo kar qasm khaya karta tha,
Han.
=> Par kash <=
Mein ny 1 bar hi us sy pooch lia hota,
K Tum B Mery Ho Na.
Har ghari Dard ki shiddat se Sisakti Aankhen
Or oper se terY wasl k khawabon k Azaab
Roz Aangan mai kharY pairr se girtY pattY
or Sar_e_Shaam prindon pe guzarti Aaft
Nabaz or DIL ki baghawat se
tarapti ha haYat
Is bary shehr mai brhta hua logon ka qehat
Roz hoti ha merY sath dewaron ki Jharrp
Roz ik saans ko phansi ki saza milti ha
Ab to AaJa aY meri Jan k pYarY dushmn
Ab to AaJa k terY hiJr k qaidi ko Yahan
Roz is shehr mai marnY ki Dua milti ha !
Tanhai to hai “sathi” apni zindagi k har ek pal ki,
.
Chalo ye shikwa bhi door huwa k kisi ne “sath” na dia.
Uski muskrahat mein bhi chupa koi tu Gham Zaroor tha.
.
Warna halki si muskrahat pe Aansu nahin Aatey.
Zindagi may koi do pal mery pass na betha
Aj sub mery pas bethy ja rahy thy
Koi tohfa na mila aj tak mujhy
Or aj phol hi phol diye ja rahy thy
Taras gaya may kisi k hath sy dy woh ek choty sy roomal ko
Or aj nai nai kapry oraiy ja rahy thay
Do qadam sath na chul ny ko tayar tha koi
Or aj qafla bana kar ja rahy thy
Aj pata chala k mout itni haseen hoti hai
Or hum to yun hi jeeye ja rahy thay.
Do chiriyon ki LOVE STORY
Ek din chira bola
mujhe chor kar kabi tum urh to nahi jaogi?
Chiriya:
urh jaon to tum pakar lena.
Chira:
me tumhain pakar sakta hun par phir pa nahin sakta.
Chiriya ki ankhon me ansu aa gaye usne apne
pankh tor liye or boli ab hum hamesha sath rahengy
aik din zor sy tofan aya chira urhne laga.
Tabi chiriya boli tum urh jao me nahi urh sakti
chira apna khyal rakhna keh kr urh gaya .
jab tofan thama aur chira wapas aya to usne
dekha ke chiriya mar chuki thi.
Aur ek dali par likha tha
kash woh ek bar to kehta k me tumhen nai chor sakta
to shayad me tofan ane sy pehle nai marti.
Taras ata hy mujh ko apni masoom c palak par
.
Jab wo bheeg k kehti hy “ham se ab roya nahi jata”.