mehfile e wafa me hi akser bewafa ki yaad
Esa kyu hota he yaro ki mehfile e wafa me hi akser bewafa ki yaad aati he.
By shashikant katariya
Esa kyu hota he yaro ki mehfile e wafa me hi akser bewafa ki yaad aati he.
By shashikant katariya
Wo bewafa nhi thi bas usne wafa nhi ki
pyar to use bhi tha mager kisi or se.
By shashikant katariya
Mana k pur fareeb hai wada tera magar…
Kartay hain intezaar baray aitebaar sey..
(intezar sms poetry and shayari messages)
Yeh wafa to un dino ki baat hai___
faraz___
jab log sachay aur makan kachay howa kartay tha___
Submitted by faisal 0315 – 2540026
Wo bewafa nhi thi, bas usne wafa nhi ki,
pyar to use bhi tha mager kisi or se…
Submitted By shashikant katariya
Wafa ka naam suna tha Puranay Logo Say
Hamary Ehdd Main Yeh Hadsaa Howa Hi Nahin..
SMS submitted by : saeem shah
Abhi Kamsin ho, Rehne do, Kahien kho do gi Dill mera
Tumhare he liye rakha ha, Ley jaana Jawaan ho kar…..!!!
Reply
…Na Kamsin hon, na Naadan hon, Muhobbat ko samajhti hon
Tumhara kya Bharosa ha, Mukar jaao Jawaan ho kar…..!!!
irfan niz 03363721861
Sms By: irfan niz
Kisi ne hume rulaya to kya bura kiya,
Dil ko dhukaya tho kya bura kiya,
Hum to pehlese hi tanha the….
Kisi ne ehasas dilaya to kya bura kia…
irfan niz
Sms By: irfan niz