Maa bety say
Maa bety say,
jaldi say uth jao dekho sooraj kab ka nikal aaya ha..
Son: to kya howa aami jaan woh sota b to mujh say pehley ha……….
Maa bety say,
jaldi say uth jao dekho sooraj kab ka nikal aaya ha..
Son: to kya howa aami jaan woh sota b to mujh say pehley ha……….
Wo aj bhi garmi me mar raha hay
FARAZ
kisi ne aik bar kaha tha tum sweater main salman khan lagtay ho.
badsha ny qameez q nahi phani aur gosht q nahi khaya
o pai badsha di marzi menu ke pta kaka
Hurry up. Fill in the blanks with “Haan” or “Nahi”
1:____ main insan nehi hoon.
2:____ main hi chor hun.
3:____ main hi pagal hun.
Asman se gir rhi hai Rain
Wah wah
Asmaan se gir rhi hai Rain
Wah wah
Tere mast-2 do Nain,
Mere dil ka le gye Chain
Bollywood CID Pj of the Month
Suspect ne kaha maine kuch nahi kiya, Mat karo mujhe tang….
wah wah!!
Suspect ne kaha maine kuch nahi kiya, mat karo mujhe tang….
Daya slaps,Suspect surrenders,and then, Everyone start dancing n say…
HUDH HUDH DABANGG DABANGG DABANGG DABANGG…
HUDH HUDH DABANGG DABANGG DABANGG DABANGG!!!
Bacha: Me ne hathi k samne 12 kelay rakhe. Usne 11 khaye ek kuon nai khaya?
Admi: Hathi ka pait bhar gya ho ga.
Bacha: Nhi. 12wa kela plastic ka tha. Acha dobara me ne hathi ke samne 12 kelay rakhay to usne 1 bhi na kahay.
Admi: Sab kelay plastic k honge.
Bacha: Nahi. Is dafa hathi plastic ka tha.
Bacha: Per ab kelay bhi asli thay aur hathi bhi asli tha per hathi ne ek bhi kela na khaya.
Admi: Kuon?
Bacha: Kelay tv mein thay.
Bacha: Acha ab asli hathi aur asli kelay dono tv per thay phir bhi hathi ne kelay nahi khaye.
Admi: Kuon?
Bacha: Dono alag alag channels per a rhay thay………
Chaai(Tea) ki paati aur Pati(Husband) mein kya similarity hai
.
.
Dono ki kismat mein ubalnaa likha hai, woh bhi aurat ke hatho