Kuchh To Majabooriyaaan
Kuchh To Majabooriyaaan Rahee Hongee
Yoon Koee Bevafaa Naheen Hotaa
Jee Bahut Chaahataa Hai Ke Sach Bolein
Kya Karein Hosalaa Naeen Hotaa
People are also searching these
- bewafa latest 2012 sms in hindi
Kuchh To Majabooriyaaan Rahee Hongee
Yoon Koee Bevafaa Naheen Hotaa
Jee Bahut Chaahataa Hai Ke Sach Bolein
Kya Karein Hosalaa Naeen Hotaa
Ye Shiishe Ye Sapne Ye Rishte Ye Dhaage
Kise Kyaa Khabar Hai Kahaan Tuut Jaayen
Muhabbat Ke Dariyaa Main Tinake Vafaa Ke
Na Jaane Ye Kis Mo.D Par Duub Jaayen
Kuchh To Majabooriyaaan Rahee Hongee
Yoon Koee Bevafaa Naheen Hotaa
Jee Bahut Chaahataa Hai Ke Sach Bolein
Kya Karein Hosalaa Naeen Hotaa
Ankh se door na ho dil se utar jaye ga
waqt ka kiya hai guzarta hai guzar jaye ga
itna manoos na ho khalwat.e.gham se apni
tu kabhi khud ko bhi dekhay ga tu dar jaye ga
tum sar-e-rah-e-wafa dekhtay reh jaoo gay
aur woh baam-e-rafaqat se uter jaye ga
dobtay dobtay kashti ko uchaala day don
mein nahin koi tu sahil pe uter jaye ga
zabt lazim hai magar dukh hai qayamat ka “faraz”
zalim ab ke bhi na roye ga tu mar jaye ga…!!!
(Faraz Wafa Poetry)
Esa kyu hota he yaro ki mehfile e wafa me hi akser bewafa ki yaad aati he.
By shashikant katariya
Wo bewafa nhi thi bas usne wafa nhi ki
pyar to use bhi tha mager kisi or se.
By shashikant katariya
Mana k pur fareeb hai wada tera magar…
Kartay hain intezaar baray aitebaar sey..
(intezar sms poetry and shayari messages)
Yeh wafa to un dino ki baat hai___
faraz___
jab log sachay aur makan kachay howa kartay tha___
Submitted by faisal 0315 – 2540026